Vo Bulati Hai Magar Jane Ka Nahi Rahat Indori Shayari
बुलाती है मगर जाने का नहीं
ये दुनिया है इधर जाने का नहीं
मेरे बेटे किसी से इश्क़ कर
मगर हद से गुजर जाने का नहीं
सितारें नोच कर ले जाऊँगा
मैं खाली हाथ घर जाने का नहीं
वबा फैली हुई है हर तरफ
अभी माहौल मर जाने का नहीं
वो गर्दन नापता है नाप ले
मगर जालिम से डर जाने का नहीं
Vo Bulati Hai Magar Jane Ka Nahi Rahat Indori Ghazal | Rahat Indori Shayari |
Bulati hai magar jane ka nahi
ye duniya hai idhar jane ka nahi
mere bete kise se ishq kar
magar had se gujar jane ka nahi
sitaren noch kar le jaonga
main khale hath ghar jane ka nahi
vaba phaile hui hai har taraph
abhi mahaul mar jane ka nahi
vo gardan napata hai naap le
magar jalim se dar jane ka nahi
Vo Bulati Hai Magar Jane Ka Nahi Rahat Indori Ghazal | Rahat Indori Shayari
Reviewed by Shobhit Aswal
on
March 15, 2020
Rating: